Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~``Naz Ka Intikhab``~~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: MohabbaT...!

    wah kiya baat hai...!

    Main ise thread main Poetry share karongi jo bhi karne hue.

    ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
    tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

    Comment


    • #17
      Re: MohabbaT...!


      Yeh jantay howey bhi...!

      yeh jantay howay bhi kay
      tumhain mujh say mohabbat nahi
      aksar tanhai mujhay iss dohrahay pay
      laa khara katri hai
      aaghahi say kuch haasil nahi
      chain khoo jai ga
      aankoon main jo aansoo nahi
      humain zindagi say koi tawaqoo nahi baki
      tou jo nahi tou kuch bhi nahi

      ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
      tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

      Comment


      • #18
        Re: MohabbaT...!


        TaLaash...!

        Yeh zara zara si baat par tarha tarha ke azaab kyun
        Jo kisi se bhi khafa na ho, mujhe uss khuda ki talaash hai

        Mujhe laghzishon peh harr ghari koi tok-ta hai baar baar
        Jisey kar ke dil ko dukh na ho, mujhe uss gunaah ki talaash hai

        Main dhoondta hoon woh khizaan jisey gulshanon se pyaar ho
        Jisey kisi charaagh se na bair ho, mujhe uss hawaa ki talaash hai

        Mujhe uss nagar ki hai justuju jahan koi bhi chahata nahi lahoo
        Jahan hirann ko sher se darr na ho mujhe uss jagah ki talaash hai

        Yahan ik lamhey ke parraao mein mere saare phool jhulas gaye
        Ab jahan talkhiyon ki tapish na ho, mujhe uss fiza ki talaash hai

        Bina humsafar ke kab talak koi musafiton mein laga rahe
        Jahan koi kisi se juda na ho, mujhe uss raah ki talaash hai

        Mujhe dekh kar jo ik nazar mere saare dard samajh sakey
        Jo iss Qadar ho chara-gar, mujhe uss nigaah ki talaash hai

        Mohabbaton se jaane kyun yaqeen ab to uth sa chala hai
        Wafa bhi khaye kasam jiski, mujhe us wafa ki talash hai !!!!

        ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
        tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

        Comment


        • #19
          Re: MohabbaT...!

          Mere bus mian agar hota hata kar chand taron ko
          mian neeley asman pe bus teri ankhain bana deta

          ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
          tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

          Comment


          • #20
            Re: MohabbaT...!



            main mangta hon dua lazat-e-dua ke liye
            werna khabar meri,mujh se behter hai tujhe
            Last edited by naz; 11 November 2005, 13:20.

            ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
            tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

            Comment


            • #21
              Re: MohabbaT...!


              Ae dil tu mahobaat karta kyun hai
              jo karta hai tuh phir tarapta kyun hai

              jo beath geya hai dil main pyar ka dard banke
              wo aankhon ke raste nikalta kyun hai

              main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha woh
              tu phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai

              main dharkan hon uske dil ki wo kehta tha mujhse
              phir aaj uska dil mere bina dharkta kyun hai

              wo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi
              kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai

              Ye ajeeb dil hai dosto kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko
              phir reh reh ke sambalta kyun hai

              ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
              tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

              Comment


              • #22
                Re: MohabbaT...!

                Shaam K Baad


                Mein Ney Tanhai Sey Poocha K Milo Gi Kab Tak
                Us Ney Becheni Sey Foran Hi Kaha Shaam K Baad



                Tu Ney Dekha Hai Kabhi Ik Nazar Shaam K Baad
                Kitney Chup Chap Sey Lagtey Hain Shajar Shaam K Baad


                Itney Chup Chap K Rastey Bhi Rahen Gey La Ilam
                Chor Jayen Gey Kissi Roz Nagar Shaam K Baad


                Mein Ney Aisey Hi Gunah Teri Judai Mein Kiye
                Jaisey Toofan Mein Koi Chor Dey Ghar Shaam K Baad


                Shaam Sey Pehley Woh Mast Apni Urano Mein Rahey
                Jinkey Hathon Mein They Tootey Huye Par Shaam K Baad


                Raat Beti To Giney Abley Aur Phir Soocha!
                Kon Tha Ba isey Agaz e Safar Shaam K Baad


                Tu Hai Suraj Tujhey Maloom Kahan Raat Ka Dukh
                Tu Kissi Roz Mere Ghar Mein Utar Shaam K Baad


                Lot Aaye Na Kissi Roz Woh Awara Mizaj
                Khol Rakhtey Hain Issi Aas Pe Dar Shaam K Baad

                ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
                tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

                Comment


                • #23
                  Re: MohabbaT...!

                  Originally posted by naz
                  MohabbaT...! (2 Shair)

                  Mohabbat MusaMo ki Qaid Se Azad Hote Hai
                  Suno ! Suraj Nikalane ka koi MusaM Nahi Hota


                  ~*~*~*~*~*~*~

                  Mohabbat Mian wo Sanjeda Hia Kitna Dekhte Rehna
                  Mohabbat Her Kisii se Youn JataNa Iski Adat Hai
                  woow zaberdast nazo :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: MohabbaT...!

                    Originally posted by naz

                    Yeh jantay howey bhi...!

                    yeh jantay howay bhi kay
                    tumhain mujh say mohabbat nahi
                    aksar tanhai mujhay iss dohrahay pay
                    laa khara katri hai
                    aaghahi say kuch haasil nahi
                    chain khoo jai ga
                    aankoon main jo aansoo nahi
                    humain zindagi say koi tawaqoo nahi baki
                    tou jo nahi tou kuch bhi nahi
                    hmmm ahem ahem :blush:

                    Comment


                    • #25
                      Re: MohabbaT...!

                      Originally posted by naz


                      main mangta hon dua lazat-e-dua ke liye
                      werna khabar meri,mujh se behter hai tujhe
                      sahi kaha u ne :khi:

                      zaberdast :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: MohabbaT...!

                        Originally posted by Masood
                        Naz aik shair:

                        Hazaar tu rasm-o-raah chhorrey, hazaar mein zabt-e-shoq kar loon
                        magar muhabbat ka rabt-e-baham, na terey bas mein na merey bas mein
                        nice :phool:

                        Comment


                        • #27
                          Re: MohabbaT...!

                          Originally posted by naz
                          wah kiya baat hai...!

                          Main ise thread main Poetry share karongi jo bhi karne hue.
                          alag mai karo na moto ya fir daily update likh dena tha is pe

                          Comment


                          • #28
                            Re: MohabbaT...!

                            Originally posted by naz

                            TaLaash...!

                            Yeh zara zara si baat par tarha tarha ke azaab kyun
                            Jo kisi se bhi khafa na ho, mujhe uss khuda ki talaash hai

                            Mujhe laghzishon peh harr ghari koi tok-ta hai baar baar
                            Jisey kar ke dil ko dukh na ho, mujhe uss gunaah ki talaash hai

                            Main dhoondta hoon woh khizaan jisey gulshanon se pyaar ho
                            Jisey kisi charaagh se na bair ho, mujhe uss hawaa ki talaash hai

                            Mujhe uss nagar ki hai justuju jahan koi bhi chahata nahi lahoo
                            Jahan hirann ko sher se darr na ho mujhe uss jagah ki talaash hai

                            Yahan ik lamhey ke parraao mein mere saare phool jhulas gaye
                            Ab jahan talkhiyon ki tapish na ho, mujhe uss fiza ki talaash hai

                            Bina humsafar ke kab talak koi musafiton mein laga rahe
                            Jahan koi kisi se juda na ho, mujhe uss raah ki talaash hai

                            Mujhe dekh kar jo ik nazar mere saare dard samajh sakey
                            Jo iss Qadar ho chara-gar, mujhe uss nigaah ki talaash hai

                            Mohabbaton se jaane kyun yaqeen ab to uth sa chala hai
                            Wafa bhi khaye kasam jiski, mujhe us wafa ki talash hai !!!!
                            ahaan nice :eye:

                            Comment


                            • #29
                              Re: MohabbaT...!

                              Originally posted by naz
                              Mere bus mian agar hota hata kar chand taron ko
                              mian neeley asman pe bus teri ankhain bana deta
                              hmmmm

                              Comment


                              • #30
                                Re: MohabbaT...!

                                Originally posted by naz

                                Ae dil tu mahobaat karta kyun hai
                                jo karta hai tuh phir tarapta kyun hai

                                jo beath geya hai dil main pyar ka dard banke
                                wo aankhon ke raste nikalta kyun hai

                                main tere saath hun har raah mein mujhse kehta tha woh
                                tu phir aaj ye rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai

                                main dharkan hon uske dil ki wo kehta tha mujhse
                                phir aaj uska dil mere bina dharkta kyun hai

                                wo mera nahi hai ye janti hun main phir bhi
                                kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai

                                Ye ajeeb dil hai dosto kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko
                                phir reh reh ke sambalta kyun hai
                                zaberdast :phool:

                                Comment

                                Working...
                                X